Shero Shayari toh kya karenge hum
Iss Kadar ghayal huye hain tere Ishq mei Sanam
Hosh nahin ab humein din aur raat ka
Jazbe mein asar hai toh sirf woh pehli mulaqat ka
kya batayein kya kya sitam dhayein hain tere pyar ne
hazaron churiyan chalayi hain iss dil par teri us ek muskaan ne!
No comments:
Post a Comment